|

‘आवारा AWAARA LYRICS IN ENGLISH’ by Tulsi Kumar

Read the 2023 latest Hindi Gana Awaara lyrics in English by Tulsi Kumar and Music by Kaushik-Guddu. The love song Awaara Tulsi Kumar Lyrics Intro Starts with Sochte The Hum Ye/ Aisa Hoga Kya Kabhi/ Tumse Milke Dil Ye/ Meri Sunta Hi Nahi, with Melodic Chorus Dil Humara Tha Awaara/ Ab Tumhara Ho Gaya/ Jo Bhi Khwabon Mein Dikha Tha/ Sach Woh Saara Ho Gaya, full song lyrics of Awaara are given below.

Table Of Contents

awaara lyrics by tulsi kumar

Awaara Lyrics In English

sochte the hum ye
aisa hoga kya kabhi
tumse milke dil ye
meri sunta hi nahi

sochte the hum ye
aisa hoga kya kabhi
tumse milke dil ye
meri sunta hi nahi

pyaar kya ye hota hai
hum na jaan paate hain
gar meri zindagi mein
yaar tum naa aate

dil humara tha awaara
ab tumhara ho gaya
dil humara tha awaara
ab tumhara ho gaya
jo bhi khwabon mein dikha tha
sach woh saara ho gaya

dil humara tha awaara
ab tumhara ho gaya
dil humara tha awaara
ab tumhara ho gaya

tu hi dil mein mere hai
or tu rubaru yoon hai

kehna chahun tujhse sab
par lafz khoye khoye hain
tu mera hi ban jaaye bas
yei hain duayein
teri baatein sunte sunte
shaamein ho subahein

dil humara tha awaara
ab tumhara ho gaya
dil humara tha awaara
ab tumhara ho gaya
jo bhi khwabon mein dikha tha
sach woh saara ho gaya

dil humara tha awaara
ab tumhara ho gaya
dil humara tha awaara
ab tumhara ho gaya

Awaara Track Info

Song NameAwaara
SingerTulsi Kumar
LyricistTulsi Kumar
MusicKaushik-Guddu
Music labelT-Series
Song Release DateApril 18th, 2023
Duration3 Minute 32 Seconds
Star CastT-Series
Video DirectorAritra Sen, Devesh Anand & Aadesh Ramraje

Related Lyrics

Tu Mera
Killer Haseena
Pyaar Karke
Tera Naam
Is Qadar
Pehla Pyar Ka Pehla Gham
Main Jis Din Bhulaa Du

Awaara Video

Written by: Tulsi Kumar