Aakash kaha hai?
Aah, wof, wof
Ha-ha
Haan, Kuch dil dukhaye the
Maine anjaane mein maafi maangu
Khuda se mai is gaane se
Jisko bhi pauchaya tha
Maine dard usse maafi maangu
Sayad mai tha mehkhane me
Dooba shaitano mai
Kaisa insaan hu mai
Karta sawal pehle (Jawab de)
Khud ko toh jaan lu mai
Kya chahiye mujhe khud ka sawal hu mai
Dooba shaitano mai
Kaisa insaan hu mai
Karta sawal pehle (Jawab de)
Khud ko toh jaan lu mai
Kya chahiye mujhe khud ka sawal hu mai
Dooba shaitano mai
Kaisa insaan hu mai
Karta sawal pehle (Jawab de)
Khud ko toh jaan lu mai
Kya chahiye mujhe khud ka sawal hu mai
Naya relationship pe trust
Pyar karne laga to bhul gaya lust
Naya relation with trust
Pyar krne laga to phir bhul gaya lust
Khud pe main karu mera time invest
Aya kaal mera phal har ek pal mera best
Tere source say bhi jyda bade mere cheques
Busy hun main nai
Kar raha check maine texts
Jo bhi kare horney
Khelna mujhe aur nahi
Rehne mujhe aur nahi
Karna ignore nahi
Phir bhi karun
Phir bhi karun wo jo kabhi bhi
Karunga nahi socha tha mene
Abhi kya main karun
Shayd hone tha jo hone laga
Phir kaye ko darun
Ha-Ha-Haath mein hai sab mere atmanirbhar hun
Jo bhi dete hate unse baat bhi na karun
Baki jo bhi karein wait unke kaanon ko
Main gaanon se bharun
Zamane se main karun
Dooba shaitano mai
Kaisa insaan hu mai
Karta sawal pehle (Jawab de)
Khud ko toh jaan lu mai
Kya chahiye mujhe khud ka sawal hu mai
Dooba shaitano mai
Kaisa insaan hu mai
Karta sawal pehle (Jawab de)
Khud ko toh jaan lu mai
Kya chahiye mujhe khud ka sawal hu mai
Khud ka sawal hu mai
Yahan kya hai galat yahan kya hai sahi
Sochta rahunga to jiunga nahi
Jo bhi hota hai hone do hota sahi
Bolne ko isske aage kuchh bhi nahi
Phir bhi likhun
Phir bhi likhun woh saari chiz
Jo karta hoon feel
Lekin kehne se darta hun
Akelepan se dar kesa main ladka hun
Waqt ke sath mein sudharta bigadta hun
Girta padta lekin phir se main chadhta hun
Dusron ki khushi men main khush na sadta hun
Kesa insaan hun aaj khud pe hi bhadka hun
Chehre pe hassi hai par andar se ladta hun
Apne aap se apne khwab se
Sapne bhagte par main jaane nahi dunga
Kissi ko main asaani se jaan’ne nahi dunga
Haan rehta hun private
Fly karun jaise hoon main pilot
Chhod diya maine karna violence
Bakchodi kam karo silence bitch
Mil raha hai jo kuchh main chahra hun
Mic rakha saamne
Haan dil khol ke gaa raha hun, haq se
Vaade nahi karunga jab tak lagta nahi
Andar se dil ko bata raha hun
Tutta hua taara hun
Dusron ko khush rakha tutt ke
Galtiyan mene bhi ki hain zindigi mein
Lekin ab hoon sahi route pe
Dooba shaitano mai
Kaisa insaan hu mai
Karta sawal pehle (Jawab de)
Khud ko toh jaan lu mai
Kya chahiye mujhe khud ka sawal hu mai
Dooba shaitano mai
Kaisa insaan hu mai
Karta sawal pehle (Jawab de)
Khud ko toh jaan lu mai
Kya chahiye mujhe khud ka sawal hu mai
Khud ka sawal hu mai
Emiway Bantai malum hai na ha-ha!
Khud ka sawal hu main
Har jagah bawal hu main
Jalna to banta hai
Kya karein itna kamaal hun main
Peace out!