Ali Zafar’s Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat Lyrics With Song

ali zafarbalaghal ula bi kamaalihi naat lyrics

Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat Song Lyrics In English by Ali Zafar is a new sufi song lyric Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat that has released in 2021. The song Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat is sung by Ali Zafar, and the lyrics are written by Bedam Shah Warsi, Which has song Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat music given by Baqir Abbas. Adnan Tariq directed the music video for the song Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat.

Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat Lyrics In English

Ae khatam-e-rusool
Kabaa-e-maqsood tu hi
Dar soorat-e-har che hast maujood tuyi
Ayaat-e-kamaal-e-haq ayan ast ba-to
Aan zaat ke dar parda nihan bood tuyi

Suhani raat thi aur pur-sukoon zamaanaa tha
Asar mein duba hua jazb-e-ashiqana tha
Unhain tu arsh pe mehbub ko bulanaa tha
Hawas thi deed ki miraj to bahaana tha

Sar-e-la-makan se talab hui
Sar-e-la-makan se talab hui
Soo-e-muntaha woh chaale nabi

Sar-e-la-makan se talab hui
Soo-e-muntaha woh chaale nabi
Ye kamal-e-husn ka moajza
Ke firaq haq bhi na seh saka

Sar-e-la-makan se talab hui
Soo-e-muntaha woh chaale nabi

Must Read:  AMMY VIRK & ASEES KAUR'S BLOCKBUSTER LYRICS

Shab-e-meraej liya arsh-e-bareen par bulwaye
Shab-e-meraej liya arsh-e-bareen par bulwaye
Sadma-e-hijar khuda se bhi gavara na hua (na hua)

Sar-e-la-makan se talab hui
Soo-e-muntaha woh chaale nabi
Sar-e-la-makan se talab hui
Soo-e-muntaha woh chaale nabi

Sar-e-la-makan se talab hui
Soo-e-muntaha woh chaale nabi
Sar-e-la-makan se talab hui
Soo-e-muntaha woh chaale nabi

Koi had hai unke urooj key
Koi had hai unke urooj key
Balaghal-ula-bi-kamaalihi

Koi had hai unke urooj key
Balaghal-ula-bi-kamaalihi

Sar-e-la-makan se talab hui
Koi had hai unke urooj key
Sar-e-la-makan se talab hui
Koi had hai unke urooj key

Khair-ul-wara sadr-ud-duqa najm-ul-huda noor-ul-ula
Khair-ul-wara sadr-ud-duqa najm-ul-huda noor-ul-ula
Shams-ud-dua badr-ud-duja yaani muhammad-e-mustafa

Koi had hai unke urooj key
Koi had hai unke urooj key
Jo gaya hai farsh se arsh tak
Woh buraq le gaya be-dhadak
Tabq-e-zameen waraq-e-falak
Gaye niche paun se pul sarak

Latein zulf ki jo gai latak
To jahan sara gaya mehak
Huye mast bulbulen is qadar
To ye gunche bole chatak chatak

Koi had hai unke urooj key
Koi had hai unke urooj key
Koi had hai unke urooj key
Koi had hai unke urooj key

Must Read:  Jug Jugg Jeeyo : Diesby & Shreya Sharma Duppata Lyrics

Rukh-e-mustafa ki ye roshni
Ye tajalliyon ki hamahami
Rukh-e-mustafa ki ye roshni
Ye tajalliyon ki hamahami

Ke har ik chiz chamak uthi
Ke har ik chiz chamak uthi
Kashafad-duja bi-jamalihi
Ke har ik chiz chamak uthi
Kashafad-duja bi-jamalihi

Koi had hai unke urooj key
Koi had hai unke urooj key
Balaghal-ula-bi-kamaalihi
Koi had hai unke urooj key
Balaghal-ula-bi-kamaalihi

Na falak na chand tare na shehar na raat hoti
Na falak na chand tare na shehar na raat hoti
Na tera jamal hota na yeh kaaynaat hoti

Koi had hai unke urooj key
Koi had hai unke urooj key
Balaghal-ula-bi-kamaalihi
Koi had hai unke urooj key
Balaghal-ula-bi-kamaalihi

Aaye mazhar-e-noor-e-khuda
Balaghal-ula-bi-kamaalihi
Ai mazhar-e-noor-e-khuda
Balaghal-ula-bi-kamaalihi

Maula ali musqil-kusha
Kashafad-duja bi-jamalihi
Maula ali musqil-kusha
Kashafad-duja bi-jamalihi

Husnain jan-e-fatima
Hasunat jami u khesari
Husnain jan-e-fatima
Hasunat jami u khesari

Yaani muhammad-e-mustafa
Yaani muhammad-e-mustafa

Sallu alaihi wa aalihi
Sallu alaihi wa aalihi
Sallu alaihi wa aalihi

Sallu alaihi wa aalihi
Sallu alaihi wa aalihi
Sallu alaihi wa aalihi

Must Read:  Shashwat Sachdev & Romy - Machlo Song Lyrics

Sallu alaihi wa aalihi
Sallu alaihi wa aalihi
Sallu alaihi wa aalihi

Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat Video Song

Written BY:
Bedam Shah Warsi

Song: Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat
SingerAli Zafar
lyrics: Bedam Shah Warsi
Music: Baqir Abbas
Music label: Ali Zafar
Director: Adnan Tariq

LyricsTUNEFUL FAQS & Trifle

Who wrote the lyrics of “Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat” song?
The lyrics of “Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat” song has written by Bedam Shah Warsi.

Who sung the song “Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat”?
The song “Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat” is sung by Ali Zafar..

Who is the composer of the song “Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat”?
The music director for the song “Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat” is Baqir Abbas.

Who directed the music video for “Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat”?
The music video for “Balaghal Ula Bi Kamaalihi Naat” was directed by Adnan Tariq.